Manmarziyaan Song Lyrics in Zee Music Company (2024)

Manmarziyaan Song Lyrics

Singers : Aabhik Ghosh and Amrita Bharati

Music by : Rajkumar Sengupta and Aabhik Ghosh

Lyrics by : Sanjay Kumar Gond (Adhura)

Male : Kyun aaj kal khushnuma khushnuma
Hein lag raha ye shama
Kyun ho raha mehrbaan mehrbaan
Mera zameen aasmaan…

Male : Kyun aaj kal khushnuma khushnuma
Hein lag raha ye shama
Kyun ho raha mehrbaan mehrbaan
Mera zameen aasmaan

Male : Naino mein apne yun basakar tujhe
Tujhko hi duniya mein me mana
Sunta nahi ab dil ye mera
Karne laga hein manmarziyaan
Beraagi banke zhoome mann mera
Karne laga hein manmarziyaan

Male : Chehara tera ye yun khil khilaye
Chanda bhi najare churaye
Roshan ho jaye jab muskuraye
Parwane tujhme kho jaye

Male : Madham madham ye khwaishein
Badhne lagi he meri
Sabnam sabnam kaise churaau
Bheege hothon se teri

Male : Sunta nahi ab dil ye mera
Karne laga hein manmarziyaan
Beraagi banke zhoome mann mera
Karne laga hein manmarziyaan

Female : Dil pe paabandi maine lagayi
Par ye baghavat karne lagi mujhse hi
Chahe kya ye kisko pata
Hal e dil na ho gaya
Nadaan hein ye kyun samje na
Ishq me pagal mera

Male : Sunta nahi ab dil ye mera
Karne laga hein manmarziyaan
Beraagi banke zhoome mann mera
Karne laga hein manmarziyaan

Male : Manmarziyaan manmarziyaan manmarziyaan manmarziyaan

Scroll to Top