Singers: Lata Mangeskhar and S.P.Balasubramanian
Music by : Raam Laxman
Male : Ten nine eight seven
Six five four three
Two one lets start the fun
Female Chorus : Thandi thandi purvaiya mein
Udti hai chunariyahey
Dhadke mora jiya rama
Bali hai umariya
Male : Dil penahin kaabu
Kaisa yeh jaadu
Female : Yeh mausam ka jaadu hai mitwa
Na ab dil pe kaabu hai mitwa
Naina jisme kho gaye
Deewane se ho gaye
Nazara woh harsu hai mitwa
Female : Ohhh Yeh mausam ka jaadu hai mitwa
Female Chorus : Shehri babu ke sang
Mem gori gorihey
Aise lage jaise
Chanda ki chakori
Female : {Phoolon kaliyon ki bahaaren
Chanchal yeh hawaon ki pukaaren}(2)
Male : Humko yeh ishaaron
Mein kahen hum
Thamke yahan ghadiyan guzaaren
Female : Pehle kabhi to na humse
Batiyate the aise phulwa
Male : Yeh mausam ka jaadu hai mitwa
Na ab dil pe kaabu hai mitwa
Naina jisme kho gaye
Deewane se ho gaye
Nazara woh harsu hai mitwa
Male : Ohh Yeh mausam ka jaadu hai mitwa
Female Chorus : Sachchi sachchi bolna
Bhed na chupaana hey
Kaun dagar se aaye
Kaun disha hai jaana
Male: {Inko hum le ke chale hain
Apne sang apni nagariya}(2)
Female: Hai re sang anjaane ka
Us par anjaan dagariya
Male: Phir kaise tum door itne
Sang aa gayee mere goriya
Both: Yeh mausam ka jaadu hai mitwa
Na ab dil pe kaabu hai mitwa
Naina jisme kho gaye
Deewane se ho gaye
Nazara woh harsu hai mitwa
Both: Yeh mausam ka jaadu hai mitwa