Singers : Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Sulaiman Merchant, Aamir Khan and Kajol
Music by : Jatin – Lalit
Male : Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan
Tere pyar mein ho jaaun fanaa
Female : Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan
Tere pyar mein ho jaaun fanaa
Male : Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
Female : Tere dil mein meri saanson ko jagah mil jaaye
Tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaaye
Male : Jitne paas hain khushbu saans ke
Jitne paas hothon ke sargam
Jaise saath hain karvat yaad ke
Jaise saath baahon ke sangam
Female : Jitne paas paas khwaabon ke nazar
Utni paas tu rehna hamsafar
Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan
Tere pyar mein ho jaaun fanaa
Male : Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
Male : Rone de aaj hamko do aankhen sujaane de
Baahon mein lene de aur khud ko bheeg jaane de
Hain jo seene mein qaid dariya woh choot jaayega
Hain itna dard ke tera daaman bheeg jaayega
Female : Jitne paas paas dhadkan ke hain raaz
Jitne paas bundon ke baadal
Jaise saath saath chanda ke hain raat
Jitne paas nainon ke kaajal
Male : Jitne paas paas saagar ke lehar
Utne paas tu rehna hamsafar
Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan
Tere pyar mein ho jaaun fanaa
Female : Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
Male : Adhoori saans thi dhadkan adhoori thi
Adhooren ham
Magar ab chaand poora hain falak pe
Aur ab pooren hain ham