Singers : Krishna Beura, Shaan and Sunidhi Chauhan
Music by : Anu Malik
Male : Khuda ne kaunsi mitti se
Apna dil banaaya hai
Khuda ne kaunsi mitti se
Apna dil banaaya hai
Female : Tujhe aashiq banaaya hai
Mujhe kaatil banaaya hai
Female : Mere saath chalte chalte
Yeh kahan theher gaye tum
Mere saath chalte chalte
Yeh kahan theher gaye tum
Yeh safar katega kaise
Jo abhi se dar gaye tum haai
Male : Mere saath chalte chalte
Yeh kahan teher gaye tum
Mere saath chalte chalte
Yeh kahan teher gaye tum
Yeh safar katega kaise
Jo abhi se dar gaye tum
Female : Chaand se pagal
Pooch raha hai
Raat bachi hai kitni
Bhoole bisre khwaabon ki
Sau baat bachi hai kitni
Male : Shama se rooth ke
Parwaane kahan jaayenge
Khaak ho jaayenge
Deewane kahan jaayenge
Male : Shama se rooth ke
Parwaane kahan jaayenge
Khaak ho jaayenge
Deewane kahan jaayenge
Male : Hum bhoola denge tumko
Tumne socha yeh kaise
Hum daga denge tumko
Tumne socha yeh kaise
Female : Wada kiya jo mujhse
Karke mukar gaye tum
Wada kiya jo mujhse
Karke mukar gaye tum
Yeh safar katega kaise
Jo abhi se dar gaye tum haai
Male : Mere saath chalte chalte
Yeh kahan teher gaye tum
Mere saath chalte chalte
Yeh kahan teher gaye tum
Yeh safar katega kaise
Jo abhi se dar gaye tum
Female : Woh aisi shama
Jala ke gaye
Pyaalon mein
Tamaam umr nahaate
Rahein ujaalon mein
Male : Saamne aaye woh
Ulfat ki jawaani le ke
Sehme honthon pe
Mohabbat ki kahani le ke
Male : Saamne aaye woh
Ulfat ki jawaani le ke
Sehme honthon pe
Mohabbat ki kahani le ke
Male : Beqeraari ka mausam
Meri baahon mein bhar gaye
Chhed ke jazbaaton ko
Humko deewana kar gaye
Female : Mujhe pyaar karte karte
Gairon pe mar gaye tum
Mujhe pyaar karte karte
Gairon pe mar gaye tum
Yeh safar katega kaise jo
Abhi se dar gaye tum haai
Male : Mere saath chalte chalte
Yeh kahan teher gaye tum
Mere saath chalte chalte
Yeh kahan teher gaye tum
Yeh safar katega kaise
Jo abhi se dar gaye tum