Singer : Shankar Mahadevan
Music by : Shankar-Ehsaan-Loy
Male : Mere sare.. palchhin sare din
Tarsenge..ae… sunle tere bin
Tujhko phir sey jalwa dikhana hee hoga
Agle baras aana hai aana hee hoga
Hey tujhko phir sey jalwa dikhana hee hoga
Agle baras aana hai aana hee hoga
Dekhengee teree rahe pyasee pyasee nigahe
Toh man le too man bhee le kehna mera
Laut ke tujhko aana hai sunle kehta diwana hai
Jab tera darsan payenge chain tab hamko pana hai
Chorus : {Morya morya morya rey
Bappa morya morya morya rey} (2)
Male : Ho khushiyo ke din ho ke ghum kaa jamana
Dil bas leta hai nam tera….
Tere hee karan hai jivan suhana
Too hee toh mann me tan mann me basa
Male : Har ghadee ….dhyan rahe tera
Mai hu tera chahanewala japta hu teree mala
Toh man le too man bhee le kehna mera
Laut ke tujhko aana hai sunle kehta diwana hai
Jab tera darsan payenge chain tab hamko pana hai
Chorus : {Morya morya morya rey
Bappa morya morya morya rey} (2)
Male : Too hee toh karta hai puree har aasha
Too hee toh beda par kare
Too hee samjhe jo mann kee hai bhasha
Too hee toh dhadkan dilo kee sune
Male : Tujhse hai… duniya me kya chhupa
Abb mai tujhse kya mangu
Too mera mai tera hu
Toh man le too man bhee le kehna mera
Laut ke tujhko aana hai sunle kehta diwana hai
Jab tera darsan payenge chain tab hamko pana hai
Chorus : {Morya morya morya rey
Bappa morya morya morya rey} (2)
Male : Hey tujhko phir sey jalwa dikhana hee hoga
Agle baras aana hai Chorus : Aana hee hoga
Chorus : Ek do tin char
Ganpatee cha jayjaykar
Pach saha sat aath
Ganpatee hamare sath