Nikat Song Lyrics in Kill (2024)

Nikat Song Lyrics

Singer : Rekha Bhardwaj

Music by : Haroon Gavin

Lyrics by : Siddhant Kaushal

Female : Hmm
Jhooth hoga jo main na kahoon
Pyaar mein pyaar mein main hoon

Female : Hmm
Rooth ke bhi main teri rahoon
Pyaar mein main rahoon

Female : Na jaane kab tera hua asar beliya
Dagar teri aave yeh jiya nidar beliya…

Female : Nikat tere aaiyaan sajan laaiyaan laaiyaan
Nikat tere aaiyaan sajan laaiyaan laaiyaan
Nikat tere aaiyaan sajan laaiyaan laaiyaan
Nikat tere aaiyaan sajan laaiyaan laaiyaan

Female : Bachne ka koi na aasaar ve
Jhalli ho gayi jhalli ho gayi tere pyaar mein
Dillagi nahin hai mere yaar yeh
Sachi sachi ishq sachi be shumaar ve

Female : Naam judey yeh tera hi mujhse
Main kahoon aur kya
Na jaane kab se tu hua shajar beliya
Dagar teri aave yeh jiya nidar beliya

Female : Nikat tere aaiyaan sajan laaiyaan laaiyaan
Nikat tere aaiyaan sajan laaiyaan laaiyaan
Nikat tere aaiyaan sajan laaiyaan laaiyaan
Nikat tere aaiyaan sajan laaiyaan laaiyaan

Female : Nikat tere aaiyaan sajan laaiyaan laaiyaan
Nikat tere aaiyaan sajan laaiyaan laaiyaan…

Scroll to Top