Paani Tera Rang Song Lyrics in Zee Music Company (2024)

Paani Tera Rang Song Lyrics

Singer : Jyotica Tangri

Music by : Amjad Nadeem Aamir

Lyrics by : Pawan Kumar and Amjad Nadeem

Female : Haaa…aaaa

Female : Paani tera rang kaisa hai
Jis mein mila doon waisa hai
Khushbu tera rang kaisa hai
Jis mein mila doon waisa hai

Female : Tujh mein main kho jaaun
Teri main ho jaaun
Saath chalun tere saiyaan…

Female : Khwaabon ka rang kaisa hai
Neendon mein khoya rehta hai
Paani tera rang kaisa hai
Jis mein mila doon waisa hai

Female : Haaa…aaaa

Female : Chahak uthta hai din
Aur shaam nagme gungunati hai
Tujhe main yaad karti hoon toh
Har sheh muskurati hai

Female : Tujhe paane ki dhun mein
Tujhe paane ki dhun mein
Bas yahin har baar kehti hoon

Female : Yaadon ka rang kaisa hai
Kachcha ho ishq waisa hai
Raaton ka rang kaisa hai
Meri aankhein hai waisa hai

Female : Paani tera rang kaisa hai
Jis mein mila doon waisa hai
Khushbu tera rang kaisa hai
Jis mein mila doon waisa hai

Female : Haaa…aaaa

Scroll to Top