Pyaar Aa Gaya Song Lyrics in Zee Music Company (2024)

Pyaar Aa Gaya Song Lyrics

Pyaar Aa Gaya Song Lyrics is a track from Zee Music Company Hindi Album – 2024, Starring Raj Barman. This song was sung by Raj Barman, music composed by Sushant-Shankar and lyrics written by Rakesh Kumar (Kumaar).

Singer : Raj Barman

Music Director : Sushant-Shankar

Lyricist : Rakesh Kumar (Kumaar)

Male : Tum pe pyaar aa gaya kya karein
Baar baar aa gaya kya karein
Tum pe pyaar aa gaya kya karein
Baar baar aa gaya kya karein

Male : Beqaraariya kehne lag padi
Beqaraariya kehne lag padi
Tumse jee le ya tum pe mare
Tum pe pyaar aa gaya kya karein
Baar baar aa gaya kya karein

Male : Tum saamne baitho tumhe dekhte jaaye
Tumhe dekhte dil ki dhadkan ko dhadkaye
O tum saamne baitho tumhe dekhte jaaye
Tumhe dekhte dil ki dhadkan ko dhadkaye

Male : Hai tayyariyaan pehle pyaar ki
Ek pal mein sau aahein bhare

Male : Tum pe pyaar aa gaya kya karein
Baar baar aa gaya kya karein
Tum pe pyaar aa gaya kya karein
Baar baar aa gaya kya karein

Male : Tum jaan lo jaanam tum pe mera haq hai
Sau inteha le lo tumko agar shak
Tum jaan lo jaanam tum pe mera haq hai
Sau inteha le lo tumko agar shak

Male : Daavedariyaan hai tum pe meri
Kabhi mujhse na jaana pare

Male : Tum pe pyaar aa gaya kya karein
Baar baar aa gaya kya karein
Tum pe pyaar aa gaya kya karein
Baar baar aa gaya kya karein

Scroll to Top