Pyaar Ki Barish Song Lyrics in White Hill Beats (2024)

Pyaar Ki Barish Song Lyrics

Singer : Prodemi

Music by : Prodemi

Lyrics by : Prodemi

Male : Yaad aate hai pal sabhi
Jo beete they sang kabhi
Jaise milte they chhup chhup
Kisi bhi kinare

Male : Bahaare aati thi
Phir raat hui gehri
Aur jhooth bana pehri
Agar hai koi shikwa mujhko bata de
Par dooriyaan kam karde…

Male : Haan main maanu
Tu pyaar utna hi karti …..kartii
Tera mere ye hai pyaar
Hai koi ye mazaak nahissssss
Hai koi ye mazaak nahi
Tu aa jaa naa
Aayi pyaar ki baarishein
Tu aa jaa naa

Male : Aayi pyaar ki baarishein
Tu aa jaa naa
Aayi pyaar ki baarishein
Tu aa jaa naa

Male : Kaise bhool gyi tu
Haan saath they hum kabhi
Main to naa raha zinda
Lagta hai bas saans hi chal rhi

Male : Aisi bhi kya baat hui
Jo hai hum saath nahi
Haan main maanta
Hu meri galtiyaan hai
Par kar ab maaf bhi
Haan mai maanu
Tu pyaar utna hi karti …kartii…
Tera mera ye hai pyaar
Hai koi ye mazaak nahi

Male : Aayi pyaar ki baarishein
Aayi pyaar ki baarishein
Aayi pyaar ki baarishein
Tu aa jaa naa
Aayi pyaar ki baarishein
Tu aa jaa naa…

Scroll to Top