Pyaar Song Lyrics in Neendein Album Songs (2024)

Pyaar Song Lyrics

Singer : Mitraz

Music by : Mitraz

Lyrics by : Mitraz

Male : Phir ye halaat hain
Suni si raat hai
Khamoshi mein bhi
Ab kya hi khaas hai

Male : Saaya tera raahi mera
Aansu tere saathi mere
Saaya tera raahi mera
Khamoshi mein kya hi mera…

Both : Jo pyaar tune kiya tha
Jo pyaar tera bana hai
Jo pyaar mein bandh gaya tha
When again i’ll feel it

Both : Jo pyaar tune kiya tha
Jo pyaar tera bana hai
Jo pyaar mein bandh gaya tha

Male : Shayad ye baadal bhi
Lehron mein teri hi
Mujhko le jaate hain
Mujhko dubaate hain

Male : Shayad ye baadal bhi
Lehron mein teri hi
Mujhko le jaate hain
Mujhko dubaate hain

Male : Fir ye halaat hain
Suni si raat hai
Khamoshi mein bhi
Ab kya he khaas hai

Male : Saaya tera raahi mera
Aansu tere saathi mere
Saaya tera raahi mera
Khamoshi mein kya he mera

Both : Jo pyaar tune kiya tha
Jo pyaar tera bana hai
Jo pyaar mein bandh gaya tha
When again i’ll feel it

Both : Jo pyaar tune kiya tha
Jo pyaar tera bana hai
Jo pyaar mein bandh gaya tha…

Scroll to Top