Sabhi Ko Daulat Ka Chakkar Song Lyrics in Iski Topi Uske Sarr (1998)

Sabhi Ko Daulat Ka Chakkar Song Lyrics

Sabhi Ko Daulat Ka Chakkar Song Lyrics is a track from Iski Topi Uske Sarr Hindi Film – 1998, Starring Sharad Kapoor, Mukul Dev, Divya Dutta and Others. This song was sung by Anu Malik and Vinod Rathod, music composed by Anu Malik and lyrics written by Shyam Anuragi.

Singers : Anu Malik and Vinod Rathod

Music Director : Anu Malik

Lyricist : Shyam Anuragi

Male : Sabhi ko daulat ka chakkar
Chala rahe hai sab chakkar
Fek rahe jaal sabhi
Bane huye sab ghanchakkar
Maal idhar kabhi maal udhar
Hera pheri hai takkar
Sach ki jhuth se hai takkar
Iski topi uske sar
Iski topi uske sar
Iski topi uske sar
Iski topi uske sar

Male : Baap hai gora beta kala
Male : Main kya karu
Male : Driver mem sahab leke bhaga
Male : Main kya karu
Male : Laila ne majnu ko mara
Male : Main kya karu
Male : Koi jeeta koi mara
Male : Main kya karu
Male : Plane gira aur do sau ludke
Male : Main kya karu
Male : Duniya me yaha jhagde tagde
Male : Main kya karu
Male : Andhe khele aankh michauli
Male : Main kya karu
Male : Uncle chup aunty badboli
Male : Main kya karu

Male : Are bhai sahab upar wala kidhar gaya
Upar wala
Male : Upar wala
Chutti par gaya

Male : Duniya hai chalta hai
Jo hota hai hone de
Male : Char din ki zindagi hai
Jo karna hai karne de….. ye ye ye

Male : Duniya hai chalta hai
Jo hota hai hone de
Male : Char din ki zindagi hai
Jo karna hai karne de….. ye ye ye

Male : Ha yaha par hota roj ghotala
Male : Main kya karu
Male : Are bado bado pe case hawala
Male : Main kya karu
Male : Swami taantrik ka munh kala
Male : Main kya karu
Male : Dukhi ram ka hua diwala
Male : Main kya karu

Male : Are bhai sahab upar wala kidhar gaya
Male : Main bola na main bola na
Upar wala gaya
Chutti par gaya

Male : Duniya hai chalta hai
Jo hota hai hone de
Male : Char din ki zindagi hai
Jo karna hai karne de….. ye ye ye

Male : Dandiya raas me aag ka jhatka
Male : Main kya karu
Male : Dengu fever ne diya jhatka
Male : Main kya karu
Male : Tenant ban gaya ghar ka maalik?
Male : Main kya karu
Male : Adult film dekhne wale
Male : Main kya karu
Male : Bahu ko jinda saas jalaye
Male : Main kya karu
Male : Koi kisi ko jhat se giraye
Male : Main kya karu
Male : Hospital bane hai hotel
Male : Main kya karu
Male : Yaha par gunda raaj hai total
Male : Main kya karu

Male : Are upar wala kidhar gaya

Male : Main bola bahut bola
Upar wala gaya
Chutti par gaya

Male : Duniya hai chalta hai
Jo hota hai hone de
Male : Char din ki zindagi hai
Jo karna hai karne de….. ye ye ye

Child : Uncle aap apni tension bolte hai
Meri bhi to tension suno

Child : Mummy gussa karti hai
Main kya karu
School jana padta hai
Main kya karu
Subah subah uthna padta hai
Main kya karu
Nind bahut aati hai
Main kya karu
Uncle where’s upar wala gone
Male : Bbaby baby upar wala gone
Gone for very nice holiday chutti

Male : Duniya hai chalta hai
Jo hota hai hone de
Male : Char din ki zindagi hai
Jo karna hai karne de….. ye ye ye

Male : Duniya hai chalta hai
Jo hota hai hone de
Male : Char din ki zindagi hai
Jo karna hai karne de….. ye ye ye

Scroll to Top