Sajna Ve Sajna Song Lyrics in Vicky Vidya Ka Woh Wala Video (2024)

Sajna Ve Sajna Song Lyrics

Sajna Ve Sajna Song Lyrics is a track from Vicky Vidya Ka Woh Wala Video Hindi Film – 2024, Starring Triptii Dimri, Rajkummar Rao and Mallika Sherawat. This song was sung by Sunidhi Chauhan and Divya Kumar, music composed by White Noise and Sandesh Shandilya and lyrics written by Irshad Kamil.

Singers : Sunidhi Chauhan and Divya Kumar

Music Director : White Noise and Sandesh Shandilya

Lyricist : Irshad Kamil

Male : Qalandar mast qalandar qalandar mast qalandar
Tu hi mere dil ke andar ve sajna ve sajna ve sajna
Qalandar mast qalandar qalandar mast qalandar
Tu hi mere dil ke andar ve sajna ve sajna ve sajna

Female : Mann saat samundar dol gaya jo tu aankhon se bol gaya
Hoo oo oo hoo ooo
Mann saat samundar dol gaya jo tu aankhon se bol gaya
Le teri ho gayi yaar sajna ve sajna
O sajna mere yaar sajna ve sajna

Female : Jo saat samundar dhol gaya tere pyaar mein ye bin mol gaya
Both : Le teri ho gayi yaar sajna ve sajna
O sajna mere yaar sajna ve sajna

Male : Ho qalandar mast qalandar qalandar mast qalandar
Tu hi mere dil ke andar ve sajna ve sajna
Qalandar mast qalandar qalandar mast qalandar
Tu hi mere dil ke andar ve sajna ve sajna

Female : Tujhe bhar loon apni aankhon mein in aankhon ko main kholu na
Kholu apni baaton mein phir is duniya se bol na
Male : Bhar loon apni aankhon mein in aankhon ko main kholu na
Kholu apni baaton mein phir is duniya se boloon na

Female : Main dekhoon main baat karoon tere saath jiyoon tere saath maroon
Main dekhoon main baat karoon tere saath jiyoon tere saath maroon
Both : Le teri ho gayi yaar sajna ve sajna
O sajna mere yaar sajna ve sajna

Both : Qalandar mast qalandar qalandar mast qalandar
Tu hi mere dil ke andar ve sajna ve sajna ve sajna
Qalandar mast qalandar qalandar mast qalandar
Tu hi mere dil ke andar ve sajna ve sajna ve sajna…

Scroll to Top