Samandar Song Lyrics in Salim Sulaiman Album Songs (2024)

Samandar Song Lyrics

Singer : Anika Vidyarthi

Music by : Shivansh Jindal

Lyrics by : Shivansh Jindal

Female : Samandar ko dhudhu me baithe huye ye sochu
Safar he ye mera he manjil bhi meri
Naya saa jaha he ye bana bulati ye bunde
Ha mujhse ye bole sama jaa yaha pe
Tu aaja yaha pe he ghar ye nayasa ab tera
Samandar samandar samandar samandar…

Female : Me ho gayi jaha mujhe aana tha
Sapne mere samne zeher pana tha
He mujhe yakin itna he sama sa
Me hun khud ki roshani khud ka pasva

Female : Chalo ab chale hum naye rasto par
Akele sadak par lage dar magar ab
Dekhege dekhega ye jaha lage sab
Lage sab mere jaise yaha
Samandar samandar samandar samandar

Female : Samai yaha pe me ayi yaha pe
Lage sab mujhe jaise sab dekha hua
Lage jaise mil gaya ghar naya…

Scroll to Top