Sawan Aaye Ya Na Aaye Song Lyrics in Dil Diya Dard Liya – 1966 Film (1966)

Sawan Aaye Ya Na Aaye Song Lyrics

Singers : Asha Bhosle and Mohammed Rafi

Music by : Naushad Ali

Lyrics by : Shakeel Badayuni

Chorus : Humming…..

Female : Saawan aaye na aaye jiya
Jab jhoome saawan hai

Male : Saawan aaye na aaye jiya
Jab jhoome saawan hai

Both : Saawan aaye na aaye

Male : Taar mile jab dil se dil ke
Wahi samay man bhavan hai
Both : Wahi samay man bhavan bhavan hai
Saawan aaye

Female : Ni sa re ma re sa re ma pa
Male : Re ma pa ni pa ma pa ni sa
Both : Haaaa

Female : Jab se piya tu naino main aaya
Prem ke rang main rach gayi kaya

Male : Haaaa..

Female : Haaa….

Male : Baago main ban main
Neel gagan mainsab main
Hai tere roop ki chaya

Female : Tu hai mere sang to har dam
Khushi ki aawan aawan hai
Both : Khushi ki aawan aawan hai
Saawan aaye na aaye jiya
Jab jhoome saawan hai
Saawan aaye

Female : Ni sa ni sa re ma pa
Male : Pa ma re ma pa sa niaa

Both : Haaa…aaa

Male : Aankhiyan mazire man ek tara
In main baaje naam tihara

Female : Haaaaa..aa
Hanste gaate jeevan beete
Anth na ho ye geet hamara

Male : Mausam aaya sukh pawan ka
Dukhon ki javan javan hai

Both : Dukhon ki javan javanjavan hai
Saawan aaye na aaye jiya
Jab jhoome saawan hai
Saawan aaye …

Scroll to Top