Singers : Aditya Narayan and Sunidhi Chauhan
Music by : Aditya Narayan
Chorus : Bhoolenge na ye pal
Jab apne pyaar ka beeta kal
Male : Shaapit hua…
Male : Kya kya hota hai chahat ki
Anjaani si rahon mein
Dekha humne jaa kar khud
Apni maut ki gufaaon mein
Male : Khatra khatra chilati hai
Andhkar ki har deewar
Aaya aashiq shaapit kar gaye
Sun kar aashiq ka izhaar
Male : Shaapit hua
Tere pyaar mein
Shaapit hua
Ikraar mein
Shaapit hua
Tere pyaar mein
Shaapit hua
Ikraar mein
Male : Tujhe ho gaya pyaar pehna gayi
Woh maut ka haar aur main
Shaapit hua
Male : Sochne ki ye baat hai jisme
Na jism hai na jaan hai
Uss nirjeev ke jeevat shraap ne
Cheenay mere praan hai
Male : Na samjhe woh prem na
Premio ki judaai ka ehsaas
Karz hai muh par
Mehbooba ke
Dhadakte dil ki bhook aur pyaas
Male : Shaapit hua
Tere pyaar mein
Shaapit hua
Ikraar mein
Shaapit hua
Tere pyaar mein
Shaapit hua
Ikraar mein
Male : Tujhe ho gaya pyaar pehna gayi
Woh maut ka haar aur main
Shaapit hua
Female : Tere pyaar ke jot mujhe
Iss andhkaar se bachayenge
Woh narjeev tere
Haathon se hi mukti paayegi
Female : Aayega woh pal
Jab khushian cheekengi chilayengi
Tere paas tere sapno ki
Rajkumari aayegi
Female : Baahon mein baahein
Haathon mein haath
Chahun bas tera hi saath
Har din har raat
Female : Bhoolenge na ye pal
Jab apne pyaar ka beeta kal
Male : Shaapit hua shaapit hua
Shaapit hua shaapit hua
Shaapit hua