Singers : Sukhwinder Singh, Krishna Beura and Anand Raj Anand
Music by : Ajay-Atul
Lyrics by : Amitabh Bhattacharya
Male : Ho o…
Male : Shah ka rutba shehanshahon si teri baat hai
Chorus : Shah ka rutba shehanshahon si teri baat hai
Male : Ho.. Shahon ka jo Shah uska tere sar pe hath hai
Chorus : Shahon ka jo Shah uska tere sar pe hath hai
Male and Chorus : Tere qadamon ke tale mitti bhi sona bann gayi
Jar huaa dushman jahaan shamsheer teri tan gayi
Chorus : Tu wali hai tu meherman hai nigehmaan hai tu hi
Male : Hai farishtey bhi parishtish mein teri qurbaan wallah
Chorus : Tu wali hai tu meherman hai nigehmaan hai tu hi
Male : Ban gaya kanoon jo bhi tu likhe parvaan wallah ho
Male : Nazara jannaton ka aaj tere ru-b-ru hai
Male : Tera Lakht-e-jigar saaya hai tera hu-b-hu hai
Male : Haan sadke aaj uske sar ke sehre ke sabhi hain
Male : Ki teri saltnat ke takht ka woh jaanasheen hai
Male : Guroor yeh
Chorus : Jalwa rahe
Male : Udhta puha
Chorus : Muktha rahe
Male : Teri jeet ki raftar
Se har har hai iss taarahe
Male : Teri kismat khud tere haatho’n khilona bann gayi
Male : Jar huaa dushman jahaan shamsheer teri tann gayi
Chorus : Tu wali hai tu meherman hai nigehmaan hai tu hi
Hai farishtey bhi parishtish mein teri qurbaan wallah
Tu wali hai tu meherman hai nigehmaan hai tu hi
Ban gaya kanoon jo bhi tu likhe parvaan wallah ho
Male : Ghar deewane aam naa ho
Koi Akbar naa huaa
Jo tumhaare sar jhuke
Toh shenshah main huaa
Allah raha mera har pal hafeez
Tto safar yeh tai hua
Chorus : Ghar deewane aam naa ho
Koi Akbar na huaa
Ya wallah ya maula
Ya wallah ya maula
Male : Chaar majboot naujawaan kandhe
Tujhko tere Khuda ne bakhshe hain
Male : Inke haathon ki jo laqeerein hain
Tere dono jahaan ke nakshe hain
Male : Zindagi toh har
Qadam nayi disha mein hai
Yeh hi toh mere sheh-maat hain
Yeh dono meri Qaaynaat hain yaa
Male : Chaar majboot naujawaan kandhe
Tujhko tere Khuda ne bakhshe hain
Inke haathon ki jo laqeerein hain
Tere dono jahaan ke nakshe hain
Chorus : Ya wallah ya maula..(3)