Suna Ghar Suna Aangan Song Lyrics in The Diary of West Bengal (2024)

Suna Ghar Suna Aangan Song Lyrics

Singer : Manish S Sharma

Music by : A. R. Datta

Lyrics by : Kundan Vidyarthi and Sameer Shashtree

Male : Jis raat ki subah ho nahi payi
Jis raat ki subah ho nahi payi
Phirta raha andhero mein roshani kaha ayi

Male : Suna ghar suna aangan
Suna suna man ka dwaar
Udti patang kat gayi re
Bikhra hua sansar
Patang kat gayi re
Dhaga kat gaya re
Kat gaya re kat gaya re

Male : Zakham bhi tu de tu rush jaye
Apna kar kyun tu thukraye khel tera ye kaisa
Bezzar he bedard si tanhai raas na ab kuch aye
Aisa kyun batade tu tujhe aye reham kyun na
Tu hein ya nahi phir bharam mein betha he sansar
Tu hein to kar de ab subah re

Male : Suna ghar suna aangan
Suna suna man ka dwaar
Udti patang kat gayi re
Bikhra hua sansar
Patang kat gayi re
Dhaga kat gaya re
Kat gaya re kat gaya re

Scroll to Top