Singers : Shreya Ghoshal and Vishal Dadlani
Music by : Ajay-Atul
Male : Tu hai sautan mem ki
Pathshala prem ki
Hum angootha chhaap
Imtehaan legi kya} (2)
Male : Dhadkano ki chaal pe
Iss keharwa taal pe
Le chuki aalaap
Uspe taan legi kya
Male : Suraiyya jaan legi kya
Suraiyya jaan legi kya
Chorus : Suraiyya bas kar bas kar yaar
Suraiyya jaan legi kya
Suraiyya-jaan meri jaan
Meri jaan legi kya
Suraiyya jaan legi kya
Female : Haaye ghar suraiyya-jaan ke
Sar jhuka ke aaye ho
De chuki hai darshan
Ab parshaad degi kya
Female : Ghar suraiyya-jaan ke
Sar jhuka ke aaye ho
De chuki hai darshan
Ab parshaad degi kya
Female : Sabka dil behla chuki
Thumriya bhi gaa chuki
Baandh ke ab saath mein
Aulaad degi kya
Female : Suraiyya jaan degi kya
Suraiyya jaan degi kya
Male : Suraiyya bas kar bas kar yaar
Suraiyya jaan legi kya
Suraiyya-jaan meri jaan
Meri jaan legi kya
Female : Nahi toh jaan degi kya
Female : Hoye meri nazron mein sab ek hai
Meri nazron mein sab ek hai
Kya general kya sipahiyya
Sab ke dil mein khushfehmi hai
Wo hi hai mera saiyyaan
Female : Haan do pal ki gustaakhi toh
Haste haste deti hai
Mohabbat ka darja haan suraiyya
Male : Arey arey arey
Kal ko upar jaana hai
Jaake munh dikhana hai
Thoda toh sudhar ja suraiyya
Male : Arey bas bhi kar suraiyya
Rab se darr suraiyya
Hai dil tera ya patthar suraiyya
Male : Saari jaaydaat aur mehakme
Likh diye hai inhone tere haq mein
Inn thago se inn thago se inn thago se
Ab tu hindostan legi kya…
Male : La la la la lalla la la
Female : Suraiyya jaan legi… haan