Tadap Song Lyrics in DRJ Records (2024)

Tadap Song Lyrics

Singer : Raj Barman

Music Director : Rashid Khan

Lyricist : Rashid Khan

Male : Barbaad ho gaya hun
Tujhse main dil laga ke
Abaad karde mujhko
Phir se qareeb aa ke

Male : Barbaad ho gaya hun
Tujhse main dil laga ke
Abaad karde mujhko
Phir se qareeb aa ke

Male : Tune to dhud liya
Apna naya thikana
Lekin mujhe kisi se
Ab dil nahi lagana

Male : Tadap tadap ke dil
Tujhe yaad karta hai
Tujhe kya pata bewafa
Din raat karta hai

Male : Tadap tadap ke dil
Tujhe yaad karta hai
Tujhe kya pata bewafa
Din raat karta hai

Male : Teri wo baatein
Aksar yaad aayen
Tune kiya jo vada
Bhul gaya hai tu

Male : Teri wo baatein
Aksar yaad aayen
Tune kiya jo vada
Bhul gaya hai tu

Male : Toota hai dil mera
Is main kya gaya tera
Is main kya gaya tera
Tune to dhud liya
Apna naya thikana
Lekin mujhe kisi se
Ab dil nahi lagana…

Male : Tadap tadap ke dil
Tujhe yaad karta hai
Tujhe kya pata bewafa
Din raat karta hai

Male : Tadap tadap ke dil
Tujhe yaad karta hai
Tujhe kya pata bewafa
Din raat karta hai

Male : Mera kya hoga
Itna to socha hota
Jaise main roya hun
Tu bhi roya hota

Male : Mera kya hoga
Itna to socha hota
Jaise main roya hun
Tu bhi roya hota

Male : Choda hai is tarah
Kyun aaya na taras zara
Kyun aaya na taras zara

Male : Tune to dhud liya
Apna naya thikana
Lekin mujhe kisi se
Ab dil nahi lagana

Male : Tadap tadap ke dil
Tujhe yaad karta hai
Tujhe kya pata bewafa
Din raat karta hai

Male : Tadap tadap ke dil
Tujhe yaad karta hai
Tujhe kya pata bewafa
Din raat karta hai…

Scroll to Top