Music By : Sanjay Leela Bhansali
Singers : Shail Hada , Rakesh Pandit
Male : Ke Tera zikr hai ya ittra hai
Jab jab karta hoon mehakta hoon,
Behakta hoon, chehakta hoon
Ho ke tera, tera
Tera zikr hai ya ittra hai
Jab jab karta hoon mehakta hoon,
Behakta hoon, chehakta hoon
Male : Sholon ki tarah
Khushbuon mein dehakta hoon
Behakta hoon, mehakta hoon
Ke tera zikr hai ya ittra hai
Jab jab karta hoon mehakta hoon,
Behakta hoon, chehakta hoon
Male : Ke tera zikr hai, zikr hai, zikr hai
Ya ittra hai, ittra hai, ittra hai
Jab jab karta hoon mehakta hoon
Behakta hoon, chehakta hoon
Male : Teri fikra hai ya faqra hai
Teri fikra hai ya faqra hai
Jab jab karta hoon machalta hoon
Uchhalta hoon, phisalta hoon
Pagal ki tarah mastiyon mein
Tehalta hoon, uchhalta hoon, phisalta hoon
Male : Ke tera zikr hai (haan zikr hai)
Ya ittra hai (ittra hai)
Jab jab karta hoon mehakta hoon,
Behakta hoon, chehakta hoon