Singers : Mamta Sharma and Aishwarya Nigam
Music by : Jatin–Lalit
Female : {Khidki se mujhe tanke
Saare gali ke baanke.. }(2)
Female : Sab ko lallu bana ke
Dil phenka tujh par
Female : {Hum loot gaye vai aake tere mohalle.. }(3)
Male : {Kyun lambi haanke
Koi na tujhe taanke.. }(2)
Male : Kisko lallo bana ke kahti rehti hai phir
Ke loot ke vai aake tere mohalle
Hum lut ke vai aake tere mohalle
Male : Hum loot gaye baby aake tere mohalle
Hum lut gaye salma ke tere mohalle
Male : Hum sikander hain apni marzi ke
Chutki lage hume yeh dil phansane mein
Female : Mere jalwe bhi beta wo dum hai
Nikle sari umar mujhe patane mein
Female : Kara lo ji kara lo dil ki f d kara lo
Male : Angutha bhi lagwa lo dil phenka tujh per
Female : Hum lut gaye vai aake ke tere mohalle..
Hum loot gaye vai aake ke tere mohalle..
Male : {Hum lut gaye.. hum lut gaye
Hum lut gaye lute gaye lut gaye.. }(2)
Male : Hum lut gaye jaana aake tere mohalle
Hum lut gaye beauty aake tere mohalle
Male : Badi moofat hai yeh jawaani bhi
Darti nahi yeh to bhid jaane se
Female : Ho chal kat le tu
Kitna phenke hai
Zara bhi damm nahi hai tere drame mein
Male : Badha lo ji badha lo
Relation wa badha lo
Female : Naino ke pench lada lo
Aa jaao na chhat per
Male : Hum lut gaye baby aake ke tere mohalle
Hum lut gaye salma ke tere mohalle..
Female : Khidki se mujhe taanke
Saare gali ke baanke
Male : Kyun lambi haanke
Koi na tujhe taanke
Kisko lallo bana ke kahti rahti hai phirr
Female : {Hum lut gaye vai aake ke tere mohalle.. }(2)
Male : Hum lut gaye baby aake ke tere mohalle
Hum lut gaye salma ke tere mohalle
Male : Deewane hain dilon ko hum to jodenge
Female : Na ghar ka tumhe ghat ka na chhodenge
Male : Kyun baaz na aati hai kheencha-tani hai
Female : Haan hum popular hain apni manmani se
Male : Hum lut gaye lut gaye
Jaana hum lut gaye
Hum lut gaye lut gaye
Avai hum lut gaye
Hum lut gaye lut gaye
Female : Baby hum lut gaye
Male : Hum lut gaye lut gaye
Female : Zalima lut gaye