Toota Rishta Song Lyrics in Apni Dhun (2024)

Toota Rishta Song Lyrics

Singer : Altamash Faridi

Music by : Arghya Banerjee

Lyrics by : Kunaal Vermaa

Male : Toota rishta tera humara
Kyun mein dekhu rasta tumhara

Male : Toota rishta tera humara
Kyun mein dekhu rasta tumhara

Male : Ye pyar tha bhul ya kwaab tha
Kuch bhi nahi hein mera apka wasta
Mein chala jaa yara o yara
Na ishq ki galli ana dobara

Male : Ja yara o yara
Na khoke phir mujhe
Paana dobara paana dobara

Humming : ………….

Male : Na koi haya na koi wafa
Teri aankhon mein hein
Na dil mein tere na hi ab tere hein hum
Khayalon mein hein
Banake dua mujhe likh diya kyu
Gunaaho mein hein

Male : Nahi jante tera naam kyu meri
Aanho mein hein
Tera jo bhi tere pass tha
Kuch bhi nahi hein mere naam ka
Phir mera kaam kya

Male : Ja yara o yara
Na ishq ki galli ana dobara
Ja yara o yara
Na khoke phir mujhe pana dobara pana dobara…

Scroll to Top