Tujhse Pyaar Hai Song Lyrics in Main Ladega (2024)

Tujhse Pyaar Hai Song Lyrics

Singer : Tushar Joshi

Music by : Akshay Menon

Lyrics by : Anweshaa

Male : Tuna jaane main na jaanu
Kya hain ye kya hain ye
Khwabon mein hain
Khayalon mein hain karar ye

Male : Aisa hua pehli dafa
Izhaar se hoo na khafa
Ailaan ye dil ne mere kardiya

Male : Tujhse pyaar hai ha ye pyaar hai
Kahun ya na kahun jo hain yahin hain
Tujhse pyaar hai ha ye pyaar hai
Kahun ya na kahun jo hain yahin hain

Male : Tu subha tu roshani
Mithe pal ki tu chasani
Uff teri sararatein mujhe
Lamhon mein hain bandhani

Male : Agar kahin jo main giru tu tham le
Ye to hain ishq ka ashar

Male : Tujhse pyaar hai ha ye pyaar hai
Kahun ya na kahun jo hain yahin hain
Tujhse pyaar hai ha ye pyaar hai
Kahun ya na kahun jo hain yahin hain…

Scroll to Top