Tum Bin Sajan Song Lyrics in The Family Star (2024)

Tum Bin Sajan Song Lyrics

Singer : Harjot Kaur

Music by : Gopi Sundar

Lyrics by : Rashmi Virag

Female : Barkha jab jab angna barse
Pagal banke niklun ghar se
Jiya kahe piya ghar aaye

Female : Do hanson ka joda jaise
Sadiyon se milne ko tarse
Jiya kahe raha nahi jaaye

Female : Haari re preet se haari
Laaj ki maari
Jaise ek nadiya bechari
Sagar se milan ko hai tarse

Female : Haari re naach utha man
Jhoom utha tan
Chahat ka barsa hai sawan
Sar se chunar mori sarke

Female : Tum bin sajan main kahan jaaun
Tum hi keh do na
Tumsa main koyi kahan paaun
Baat samjho na

Female : Doori jo tumse ho tadpe dil mera
Tum bhi to keh do na
Kya dil kahe tera

Female : Barkha jab jab angna barse
Pagal banke niklun ghar se
Jiya kahe piya ghar aaye

Female : Do hanson ka joda jaise
Sadiyon se milne ko tarse
Jiya kahe raha nahi jaaye…

Female : Haari re preet se haari
Laaj ki maari
Jaise ek nadiya bechari
Sagar se milan ko hai tarse

Female : Haari re naach utha man
Jhoom utha tan
Chahat ka barsa hai sawan
Sar se chunar mori sarke

Female : Main teri parchhayi
Tu jahan main bhi peechhe aayi
Kyun zuban lagti hai shehnayi
Jab sunun baatein main teri

Female : Main teri parchhayi
Tu jahan main bhi peechhe aayi
Kyun zuban lagti hai shehnayi
Jab sunun baatein main teri

Female : Sagar se bhi zyada man mein
Lehrein haan lehrein
Sabke sab ek tum pe hi
Ja thehrein haan thehrein…

Female : Tu kinara mera tu sahara mera
Shaam hoon main
Shaam ka mere tu savera
Hai sada ke liye
Dhoop hoon main dhoop ka rang
Tu sunehra hai sada ke liye

Female : Tum bin sajan main kahan jaaun
Tum hi keh do na
Tumsa main koyi kahan paaun
Baat samjho na

Female : Barkha jab jab angna barse
Pagal banke niklun ghar se
Jiya kahe piya ghar aaye

Female : Do hanson ka joda jaise
Sadiyon se milne ko tarse
Jiya kahe raha nahi jaaye

Female : Haari re preet se haari
Laaj ki maari
Jaise ek nadiya bechari
Sagar se milan ko hai tarse

Female : Haari re naach utha man
Jhoom utha tan
Chahat ka barsa hai sawan
Sar se chunar mori sarke…

Scroll to Top