Singer : Vraj Kshatriya
Music by : Himesh Reshammiya
Lyrics by : Himesh Reshammiya
Male : Gar tum ho humare saath
To mohabbat me thodi se jyadtti karenge
Hum tumhare saath
Male : Din bhar mujhe bechainyaan lagen
Dooriyon me najdeekiyaan lagen
Ye tere isqh ki galiyaan
Ye tere chaand waaliya
Ye tere narm aankhen
Ye tere mere mulakaten
Mujhko lubhati hain
Hey meri jaaniya
Male : Poocha na mujhe poocho
Mere is dil ko
Tune kya kiya
Tune kya kiya
Male : Poocha na mujhe poocho
Mere is dil ko
Tune kya kiya
Tune kya kiya
Male : Din bhar mujhe bechainyaan lagen
Dooriyon me najdeekiyaan lagen
Ye tere isqh ki galiyaan
Ye tere chaand waaliya
Ye tere narm aankhen
Ye tere mere mulakaten
Mujhko lubhati hain
Hey meri jaaniya
Male : Poocha na mujhe poocho
Mere is dil ko
Tune kya kiya
Tune kya kiya
Male : Poocha na mujhe poocho
Mere is dil ko
Tune kya kiya
Tune kya kiya
Male : Main tere hi sapne din raat jeeta hoon
Tere isqh ke pyale subah shaam peeta hoon
Tu kya jaane tere khatir
Dil ke jakhmon ko
Har waqt pita hoon
Ye tere isqh ki galiyaan
Ye tere chaand waaliya
Ye tere narm aankhen
Ye tere mere mulakaten
Mujhko lubhati hain
Hey meri jaaniya
Male : Poocha na mujhe poocho
Mere is dil ko
Tune kya kiya
Tune kya kiya
Male : Poocha na mujhe poocho
Mere is dil ko
Tune kya kiya
Tune kya kiya
Male : Tera aur mera sapna chahe alg hi sahi
Rasta dhoondenge hum beech ka koi
Jahaan tere aur mere
Sapne milte hon ye namumkin nahin
Ye tere isqh ki galiyaan
Ye tere chaand waaliya
Ye tere narm aankhen
Ye tere mere mulakaten
Mujhko lubhati he
Hey meri jaaniya
Male : Poocha na mujhe poocho
Mere is dil ko
Tune kya kiya
Tune kya kiya
Male : Poocha na mujhe poocho
Mere is dil ko
Tune kya kiya
Tune kya kiya