Woh Kitna Bewafaa Song Lyrics in Zee Music Company (2024)

Woh Kitna Bewafaa Song Lyrics

Singer : Adya Mishra

Music Director : Anu Malik

Lyricist : Vijay Vijawatt

Female : Bataye hum kise kaise wo kitna bewafa nikla
Bataye hum kise kaise wo kitna bewafa nikla
Bataye hum kise kaise
Bataye hum kise kaise wo kitna bewafa nikla
Wo kitna bewafa nikla

Female : Jise jeena sikhaya tha
Jise jeena sikhaya tha wo marne ki wajah nikla
Jise jeena sikhaya tha wo marne ki wajah nikla
Bataye hum kise kaise wo kitna bewafa nikla
Jise jeena sikhaya tha wo marne ki wajah nikla

Female : Libaas ki tarah jisne badal dale sabhi rishte
Libaas ki tarah jisne badal dale sabhi rishte

Badal dale sabhi rishte

Female : Dua jo dua jo ban gaye ho
Dua jo ban gaya meri wo gairon ka khuda nikla
Dua jo ban gaya meri wo gairon ka khuda nikla
Dua jo ban gaya meri wo gairon ka khuda nikla
Jise jeena sikhaya tha wo marne ki wajah nikla
Bataye hum kise kaise wo kitna bewafa nikla

Female : Mila wo aaj
Mila wo aaj kuch aise ki jaise kuch hua na ho

Ki jaise kuch hua na ho

Female : Jise dilbar samajhte the bada wo dil jala nikla
Jise dilbar samajhte the bada wo dil jala nikla

Female : Jise jeena sikhaya tha wo marne ki wajah nikla
Bataye hum kise kaise wo kitna bewafa nikla
Bataye hum kise kaise wo kitna bewafa nikla
Jise jeena sikhaya tha wo marne ki wajah nikla
Jise jeena sikhaya tha wo marne ki wajah nikla…

Scroll to Top