Yaara Tere Bin Song Lyrics in Call Me Bae – Web Series (2024)

Yaara Tere Bin Song Lyrics

Singers : RUUH, JOH and Lisa Mishra

Music Director : RUUH, JOH and Lisa Mishra

Lyricist : Ruuh and Smriti Bhoker

Male : Yaadein teri bhoolay nahi
Mainu sab yaad ve
Tere bagair jind meri
Jaan bekaar ve

Male : Teri yeh jo yaadein
Satave yeah all night
Teri yeh jo yaadein

Male : Tere bina mein
Sab khone laga hu
Kyun hain yeh
Kyun hain yeh

Male : Tere bina mein
Sab khone laga hu
Kyun hain yeh
Kyun hain yeh

Female : Tere bina main
Jaun kahaan
Yeh dil tera hain
Dekho zara dekho zara aa

Female : Main gar neend hu
Tu khwab mera
Main suni sehar hu
Tu sham mera
Tu na ho toh kya kaam mera
Tu hi bata

Both : Teri yeh jo yaadein
Satave yeah all night
Teri yeh jo yaadein

Both : Tere bina mein
Sab khone lagi hu
Kyun hain yeh
Kyun hain yeh

Both : Tere bina mein
Sab khone lagi hu
Kyun hain yeh
Kyun hain yeh

Female : Yaara tere bin
Kaise kate yeh din
Kaise kate yeh din

Both : Yaara tere bin
Kaise kate yeh din
Kaise kate yeh din

Both : Tere bina mein
Sab khone laga hu
Kyun hain yeh
Kyun hain yeh

Both : Tere bina mein
Sab khone laga hu
Kyun hain yeh
Kyun hain yeh…

Scroll to Top