Zamane Ki Zanjeer Song Lyrics is a track from Artiste First Hindi Album – 2025, Starring Arslan Nizami, Farozan Nizami and Huzaif Nazar. This song was sung by Arslan Nizami, Farozan Nizami and Huzaif Nazar, music composed by Arslan Nizami, Farozan Nizami and Huzaif Nazar and lyrics written by Arslan Nizami, Farozan Nizami and Huzaif Nazar.
Singers : Arslan Nizami, Farozan Nizami and Huzaif Nazar
Music Director : Arslan Nizami, Farozan Nizami and Huzaif Nazar
Lyricist : Arslan Nizami, Farozan Nizami and Huzaif Nazar
Qatron ka dariya tu hi ab bana
Male : Unse kahe kya apni sada
Jo hujoom befikre hai chal raha
Male : Asal o azal se pehle
Maqaam e arsh pe
Takhleeq e khalq hui
Elaan e haq hua
Male : Mitti ke putlon mein fooki thi rooh
Tab jaake insaan bana
Jannat mein galti ki faili thi bu
Toh khuda bezaar hua
Male : Naraazi ke khatir bahaaye ashq
Darwaza band hua kam hua rizq
Naam e amaal har pal ka hisaab
Zindagani ka yuhi agaaz hua
Male : Badli hawaaein aur badle zamaaney
Badalte rahe tareeke puraane
Bhula di jab humne niamat e illahi
Toh humse khuda naraaz hua
Male : Hai tu toh qafreen phir bhi diyanat hi milengi
Har pal duniya jahan toh shiqayatien karegi
Male : Zamane ki ye zanjeero me tera khwaab banda
Lautienge ek din wo wahi jahaan
Tere sath na tha koi khada
Male : More saiyaan baithe chhaiyan
Saaz banaave geet sunawey
Sukhi roti taaron sang wo
Haath bada ke
Mujh ko khilaavey
Male : Ab karu sawaal mere maula mai tujhse
Bachale zamane ki mujhko kafas se
Baras baras fehla ilm o daras phir bhi
Chaar o aur kyu bas insaani fitne
Male : An baithu yaha likhne
Yaha kitne fitne
Jitni badi fikre
Utne fitne bikne
Dabi dabi kirne
Dikhne lagi girne
Lage jitne apne
Toote utne sapne
Male : Ab sapne ki dhoondo tabeere mai
Khataao pe likhdu tafseerien mai
Zanjeero se bande hai khwaab
Talashu naseeb ko hath pe bani lakeero mai
Male : Yeh khwab hai kuch khaas hai
Kuch kho diya kuch pass hai
All : Ye khawaab hai ehsaas hai
Har pal yeh naya jahan hai
All : Zamane ki zanjeero me tera khwaab banda
Lautienge ek din wo wahi jahaan
Tere sath na tha koi khada